Independence Day 2018 Special: Bollywood Dialogues That Will Evoke A Sense Of Patriotism

We are set to celebrate 72nd Independence Day this year. As the day of freedom is approaches, we bring to you top Bollywood patriotic dialogues which will touch your soul...

14925 Reads |  

Independence Day 2018 Special: Bollywood Dialogues That Will Evoke A Sense Of Patriotism

From weddings to Friendship Day, Bollywood have given us songs, movies and dialogues for every occasion. As Independence Day 2018 is round the corner, we bring to you the list of Bollywood’s best dialogues, which will evoke the sense of patriotism in you.

Mil jaate hai kuch officers hum mein thode pagal, thode adhiyal, jinke dimaag mein sirf desh aur desh bhakti ghumti rehti hai … yeh desh ke liye marna nahi chahte, balki jeena chahte hai, taki aakhri saans tak desh ki rakhsha kar sake – Baby (2015)

Mulk ke samne mujhe apna aap nazar nahi aata ... main hi toh mulk hoon, Hindustan hoon – Raazi (2017)

A Still From Raazi
A Still From Raazi

Hamare itihaas mein aise kayi log hai jinhe koi inaam, koi medal nahi milta ... hum unka naam tak nahi jaante ... na hi unhe pehchante hai ... sirf watan ke jhande par apni yaad chhod jaate hai – Raazi (2017). ALSO READ: Independence Day 2018 Special: Bollywood’s Best Patriotic Songs 

Watan Ke Agay Kuch Nahin… Khud Bhe Nahin – Raazi (2017)

Hum duniya ki nazaron mein girenge ya khare utrenge ... yeh pata nahi ... lekin itna yakeen hai ... ki hum khud apne aap se nazarein milake yeh keh payenge ... ki humne joh socha woh desh ke liye tha ... humne joh kiya woh desh ke liye hai ... aur humne joh paaya woh desh ka hoga – Parmanu (2017)

Aadmi ki fitrat hi aaisi hai … chot lagti hai na toh aadmi maa maa hi chilata hai sabse pehle – Airlift (2016)

A Still From Airlift
A Still From Airlift

Koi bhi desh perfect nahi hota usse perfect banana padta hai – Rang De Basanti (2007)

Ek Catholic aurat Pradhan Mantri ki kursi ek Sikh ke liye chod deti hai aur ek Sikh Pradhan Mantri pad ki shapath ek Muslim Rashtrapati se leta hai, us desh ki bhag daud sambhalne ke liye jisme assi pratishad log Hindu hai – Namaste London (2007)

Main nahin maanta ki hamara desh duniya ka sabse mahaan desh hai. Lekin yeh zaroor maanta hoon ki hummein kabiliyat hai, taakat hai iss desh ko mahaan banane ki. Hum aapas mein ladhte rehte hai, jab hamein ladna chahiye ashiksha ke khilaaf, badhti hui aabadi, bhrashtachaar ke khilaaf – Swades (2004)

A Still From Chak De India
A Still From Chak De India

Mujhe states ke naam na sunai dete hai na dikhai dete hai… sirf ek mulk ka naam sunai deta hai I-N-D-I-A – Chak De! India (2007)

Happy Independence Day 2018! Soak in the patriotic fervour and remember the sacrifices of heroes that got us our freedom.